Song: Tu Mun Shudi
Artiste(s): A.R. Rahman & Rabbi Shergill
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: A.R. Rahman
Album: Raanjhanaa
Tu Man Shudee, Tu man shudee
Man tu shudam tu man shudee
Tu Man Shudee, Tu man shudee
Man tu shudam tu man shudee
Rangle rangeele ne, ladke bade, hain
Rehnde hawaawaan di, ghodi te chadde
Hai nidar, dil daa zafar
Ho Nidar, dil de humzafar
Rajj ke…
Humse wafaayein lenaa
Taazaa hawaayein lenaa
Humse wafaayein lenaa
Tu Man Shudee, Tu man shudee
Man tu shudam tu man shudee
Tadpe kyun tu, ainve talaab se
Naino se pee, ya pee, tu lab se
Par na tu jhootta pyaar karee
Yaar dari, rab se
Changi saaugaatein
Hain sacchi mulaaqaatein
Muhabbaton ki baatein
Bole dil ye dilbar, kab se
Tu Man Shudee, Tu man shudee
(Humse wafaayein lenaa)
Man tu shudam tu man shudee
(Taazaa hawaayein lenaa)
Tere layi hum, chaand khareedenge
Haan, bunglaa naa denge
Par chain ko ladenge
Sab aunde saanu ehoje kartab ne
Humse wafaayein lenaa
Taazaa hawaayein lenaa
Humse wafaayein lenaa
Taazaa hawaayein lenaa
Haan dil ke kisse mein
Jo din hai hisse mein
Laaye jaayenge,
Paayein jaayenge laayenge
Woh dil se..
Hataa de fikrein
Bhulaa de fikrein
Jalaa de fikrein
Yaaraa sanga aa,.. aa
Jahaan khwaabon ka dungaa
Jisme hoga sab zindaa
Sheher bhi dil ke maanindaa
Khul kar saansein legaa, baashindaa
Tu Man Shudee, Tu man shudee
Man tu shudam tu man shudee
Humse wafaayein lenaa
Taazaa hawaayein lenaa
Dilli duayein lena
Sansad ki raahein lena
Badli fizaayein lena
Sacchi adaayein lena
Humse wafaayein lena
Taazaa hawayein lena