Titli


Song: Titli
Artiste(s): Chinmayi Sripada & Gopi Sunder
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Composer: Vishal & Shekhar
Album: Chennai Express

(Kondal vannanai kovalanaayi venne
Unda vaayan en, ullam kavarnthaane) (x2)
Andar konani arangkayenn amudainai (x2)
Kanda kankal mattum unthine kaanave

Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door

Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin door

Haadh se ye kaise
Ansune se jaise
Choome adheeron ko
Koi noor..

Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door

Sirf keh jaavun ya
Aasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme baddhoor

((Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin door))

((Kondal vannanai kovalanaayi venne
Unda vaayan en, ullam kavarnthaane
Andar konani arangkayenn amudainai
Kanda kankal mattum unthine kaanave))

Bhoori bhoori aankhein teri
Kankhiyon se tez teer kitne chhode
Dhaani dhaani baatein teri
Udte phirte panchhiyon ke rukh bhi mode

Adhoori thi zara si
Main poori ho rahi hoon
Teri saadagi mein hoke choor

((Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin door))

Raatein gin ke
Neendein bun ke
Cheez kya hai ghaabdaari* hum ne jaani
Tere sur ka saas ban ke
Hoti kya hai raagdaari hum ne jaani

Jo dil ko bhaa rahi hai
Woh teri shayari hai
Ya koi shayarana hai fithoor

((Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin door))

((Haadh se ye kaise
Ansune se jaise
Choome adheeron ko
Koi noor..))

((Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door))

((Sirf keh jaavun ya
Aasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme baddhoor))

(((Kondal vannanai kovalanaayi venne
Unda vaayan en, ullam kavarnthaane) (x2)
(Andar konani arangkayenn amudainai) (x2)
Kanda kankal mattum unthine kaanave))

Leave a comment