Song: Baarish
Artiste(s): Mohammed Irfan & Gajendra Varma
Lyricist: Mithoon
Composer: Mithoon
Album: Yaariyan
Yaariyan.. Ve..
Yaariyan…
Yaariyan.. Ve..
Yaariyan.. Ve…
Yaariyan…..
Dil mera hai
Naa samajh kitna
Besabar yeh bewakoof badaa
Chaahta kitna tujhe
Khud magar nahi jaan sakaa
Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhigaa de poori taraah
Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhigaa de poori taraah
Yaariyan.. Ve..
Yaariyan.. Ve..
Kya huaa asar
Tere saath reh kar naa jaane
Ki hosh mujhe naa rahaa
Lafz mere the zubaan pe aake ruke
Par ho na sake woh bayaan
Dhadkan tera hi naam jo le
Aankhein bhi paighaam yeh de
Teri nazar ka hi yeh asar hai
Mujh pe jo huaa
((Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhigaa de poori taraah)) (x2)
Tu jo mila
Toh zindagi hai badli
Main poora naya ho gaya
Hai be asar
Duniya ki baatein badi
Ab teri sunu main sadaa
Milne ko tujhse bahaane karoon
Tu muskuraaye wajah main banoon
Roz bitaana saath mein tere
Saara din mera
((Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhigaa de poori taraah)) (x2)
((Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhigaa de poori taraah)) (x2)