Song: Jaana Tera
Artiste(s): Amir Jamal
Lyricist: Sayeed Quadri
Composer: Anu Malik
Album: Murder
Jaana, tere pyaar mein
Mera dil kho gaya
Gheri gheri, teri aankhon ka
Deewana ho gaya
Jaana, tere pyaar mein
Mera dil kho gaya
Gheri gheri, teri aankhon ka
Deewana ho gaya
Tere dum se aayi hai
Mere ghar mein yeh sabaa
Teri aankhon se jala huwa
Mere dil ka yeh diyaa
O jaana aa jaanaa o meri jaane jaanaa
O jaana aake dekh yeh mere ishq intehaa
Mere dil yeh duwa kare
Yeh milan ho sadaa
Tere rang se sajee rahe
Mere ghar ki fazaa
Meri shyaam yun sajee rahe
Zara khulke muskuraa
Teri dilkashi ka raaz kyaa
Zara mujhko yeh bataa
((O jaana aa jaanaa o meri jaane jaanaa
O jaana aake dekh yeh mere ishq intehaa))
Tu jo saamne aa gayee
Mera dil toh chalaa
Mujhe bas takthaa rahaa
Kaha hosh rahaa
Tere aaspaas rahaa karun
Mere dil ne yeh kahaa
Mujhe yeh bataa ke main kyaa karoon
Mera dil bas kho gayaa
((O jaana aa jaanaa o meri jaane jaanaa
O jaana aake dekh yeh mere ishq intehaa))
((Jaana, tere pyaar mein
Mera dil kho gaya
Gheri gheri, teri aankhon ka
Deewana ho gaya))
((Jaana, tere pyaar mein
Mera dil kho gaya
Gheri gheri, teri aankhon ka
Deewana ho gaya))
((Tere dum se aayi hai
Mere ghar mein yeh sabaa
Teri aankhon se jala huwa
Mere dil ka yeh diyaa))
((O jaana aa jaanaa o meri jaane jaanaa
O jaana aake dekh yeh mere ishq intehaa))
((O jaana aa jaanaa o meri jaane jaanaa
O jaana aake dekh yeh mere ishq intehaa))