Hasi (Female Version)


Song: Hasi (Female Version)
Artiste(s): Shreya Ghoshal
Lyricist: Kunaal Vermaa
Composer: Ami Mishra
Album: Hamari Adhoori Kahani

Haan.. Aaa.. O…O..

Main jaan ye vaar doon
Har jeeth bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe
Be Intehaa pyaar doon

(Main jaan ye vaar doon
Har jeeth bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe
Be Intehaa pyaar doon)

Saari hadein meri
Ab maine tod di
Dekhar mujhe pataa
Aawargi ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

Aaa.. O…Aaa…

Kyaa khoob rab ne kiyaa
Bin maange itnaa diyaa
Warna hai milta kahaan
Hum khaafiron ko khudaa

(Kyaa khoob rab ne kiyaa
Bin maange itnaa diyaa
Warna hai milta kahaan
Hum khaafiron ko khudaa)

Hasratein ab meri
Tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri
Aakhri ban gaye

((Haan hasi ban gaye
  Haan nami ban gaye
  Tum mere aasmaan
  Meri zameen ban gaye))

O..

Aaa.. O….

Leave a comment