Arziyaan


Song: Arziyaan
Artiste(s): Javed Ali & Kailash Kher
Lyricist: Prasoon Joshi
Composer: A.R. Rahman
Album: Dehli-6

Arziyaan saaree mein
Chehre pe likh ke laayaa hoon
Tumse kyaa maangoo mein
Tum khud hi samajh lo
Ya maulaa….

Maula maula maula mere maula..
(maulaa..)

Maula maula maula mere maula..
Maula maula maula mere maula..
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula

Daraarein daraarein baandhein pe maula
Marammat muqaddar ki kardo maula
Mere maula

Tere dar pe jhukhaa hoon meettaa hoon banaa hoon
Tere dar pe jhukhaa hoon meettaa hoon banaa hoon
Marammath muqaddar ki kardo maula…
Marammath muqaddar ki kardo maula…

(Jo bhi tere dar aaya
 Jhukne jo sar aayaa
 Mastiyaan piye sabko
 Jhoomtha nazar aayaa) (x2)

Pyaas leke aayaa thaa
Dariyaa woh bhar laayaa
Noor ki baarish mein beeghtha sa tar aayaa
Noor ki baarish mein. . O…
Noor ki baarish mein beeghtha sa tar aayaa

((Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula maula
  Maula maula maula maula))

Daraarein daraarein maathe pe maula
Marammat muqqaddar ki kar do maula..
Mere maula

((Jo bhi tere dar aaya
  Jhukne jo sar aayaa
  Mastiyaan piye sabko
  Jhoomtha nazar aayaa)) (x2)

Oh ek khushboo aathi thi
Oh ek khushboo aathi thi

Mein bhataktha jaathaa tha
Reshmi si maaya thi
Aur mein taktha jaatha tha

(Jab teri gali aayaa
 Sach thabhi nazar aayaa) (x2)

Mujh mein woh khushboo thi
Jis tune milwaayaa

((Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula maula
  Maula maula maula maula))

((Daraarein daraarein maathe pe maula
  Marammat muqqaddar ki kar do maula..
  Mere maula))

Aa,, aaa..

Toott ke bhikarna mujhko zaroor aathaa hai
Toott ke bhikarna mujhko zaroor aathaa hai
Varna ibaadat waala shaur aatha hai

(Sajde main rehne do
 Ab kahin naa jaavoonga) (x2)

Ab jo tumne tukkraayaa
Tho sawar na paavoonga

((Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula maula
  Maula maula maula maula))

((Daraarein daraarein maathe pe maula
  Marammat muqqaddar ki kar do maula..
  Mere maula))

Sar uthaa ke mene to kitni khwaahishe ki thi
Kitne khwaab dekhe the, kitni koshishe ki thi

Jab tu roobaroo aayaa
Jab tu roobaroo aayaa nazrein naa milaa paayaa

Sar jhukaa ke ek pal mein
Sar jhukaa ke ek pal mein, mene kya nahi paayaa

((Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula maula
  Maula maula maula maula))

((Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula maula
  Maula maula maula maula))

Mora piya ghar aayaa
Mora piya ghar aayaa
Mora piya ghar aayaa
Mora piya ghar aayaa

((Mora piya ghar aayaa
  Mora piya ghar aayaa
  Mora piya ghar aayaa
  Mora piya ghar aayaa)) (x2)

((Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula mere maula..
  Maula maula maula maula
  Maula maula maula maula))

Mere maula
Maulaa maulaa maulaa mere maulaa
Mere maulaa..

Leave a comment