Pyar Ye Jaane Kaisa Hai


Song: Pyar Ye Jaane Kaisa Hai
Artiste(s): Kavitha Krishnamoorthy & Suresh Wadkar
Lyricist: Mehboob
Composer: A.R. Rahman
Album: Rangeela

Pyaar ye jaane kaisaa hai
Kyaa kahein ye kuch aisa hai

Kabhi dard ye detha hai kabhi
Chein ye detha hai kabhi
Gam detha hai kabhi khushi detha hai

((Pyaar ye jaane kaisaa hai
  Kyaa kahein ye kuch aisa hai))

((Kabhi dard ye detha hai kabhi
  Chein ye detha hai kabhi
  Gam detha hai kabhi khushi detha hai))

((Pyaar ye jaane kaisaa hai
  Kyaa kahein ye kuch aisa hai))

((Kabhi dard ye detha hai kabhi
  Chein ye detha hai kabhi
  Gam detha hai kabhi khushi detha hai))

Din tho guzarthaa hai
Jiske khayaalon mein
Raatein guzarthi hai
Uski hi yaadon mein

Waqt milan ka
Aaye tho raahon mein
Jhoome bahaarein
Phoolon ki kaliyon mein

Bhanvaron ki toli aaye
Kalioyn pe vo mandaraaye

Darr ye fizaa ka bhi dil se mittaaye

((Pyaar ye jaane kaisaa hai
  Kyaa kahein ye kuch aisa hai))

((Kabhi dard ye detha hai kabhi
  Chein ye detha hai kabhi
  Gam detha hai kabhi khushi detha hai))

((Pyaar ye jaane kaisaa hai
  Kyaa kahein ye kuch aisa hai))

((Kabhi dard ye detha hai kabhi
  Chein ye detha hai kabhi
  Gam detha hai kabhi khushi detha hai))

Aankhon pe chaaye hain
Sapnaa banke tho
Koyi paraaya aaye
Apnaa banke

Chalthe chalthe
Raahon ki dhoop mein
Saathi mil jaaye
Koi saayaa ban ke

Manzil aaye naa aaye
Yaa koi thoofaan aaye

Dilwaalon ki jeenaa sikhaaye

((Pyaar ye jaane kaisaa hai
  Kyaa kahein ye kuch aisa hai))

((Kabhi dard ye detha hai kabhi
  Chein ye detha hai kabhi
  Gam detha hai kabhi khushi detha hai))

((Pyaar ye jaane kaisaa hai
  Kyaa kahein ye kuch aisa hai))

((Kabhi dard ye detha hai kabhi
  Chein ye detha hai kabhi
  Gam detha hai kabhi khushi detha hai))

Leave a comment