Song: Tanha Tanha
Artiste(s): Asha Bhonsle
Lyricist: Mehboob
Composer: A.R. Rahman
Album: Rangeela
Tanha tanha, yahaan pe jeena
Ye koi baat hai
Koi saath nahin, tera yahaan tho
Yeh koi baat hai
Kisi ko pyaar dede
Kisi kaa pyaar lele
Iss saare zamaane mein yehi
Pyaari baath hai
((Tanha tanha, yahaan pe jeena
Ye koi baat hai
Koi saath nahin, tera yahaan tho
Yeh koi baat hai))
((Kisi ko pyaar dede
Kisi kaa pyaar lele))
((Iss saare zamaane mein yehi
Pyaari baath hai))
Kisi ka tho sapnaa ho
Aankhon mein teri
Koi dilbar ka ho
Baahon mein teri
(Koi tho bane, humsafar
Raahon mein teri) (x2)
Ye zindagi tho vaise
Ek sazaa hai
Saath kisi ka ho tho
Aur ye mazaa hai
((Tanha tanha, yahaan pe jeena
Ye koi baat hai
Koi saath nahin, tera yahaan tho
Yeh koi baat hai))
((Kisi ko pyaar dede
Kisi kaa pyaar lele))
((Iss saare zamaane mein yehi
Pyaari baath hai))
((Tanha tanha, yahaan pe jeena
Ye koi baat hai))
Zameen aasmaan se wo
Kuch keh rahi hai
Lehren bhi saahi se
Kuch keh rahi hai
(Chaandni bhi, chaand se
Kuch kehri hai) (x2)
Kisi naa kisi se koi
Kuch tho keh rahaa hai
Tu dil ki baath keh de
Kehne main kyaa hai
((Tanha tanha, yahaan pe jeena
Ye koi baat hai
Koi saath nahin, tera yahaan tho
Yeh koi baat hai))
((Kisi ko pyaar dede
Kisi kaa pyaar lele))
((Iss saare jahaano. jhmmm
Pyaari baath hai))
((Tanha tanha, yahaan pe jeena
Ye koi baat hai))
Ye koi baath hai (x7)