Song: Tera Chehra Jab Nazar Aaye
Artiste(s): Arijit Singh
Lyricsit: Shabbir Ahmed
Composer: Himesh Reshammiya
Album: Sanam Teri Kasam
Meri bechainiyon ko
Chain mil, jaaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye
Mere deewaanepan ko
Sabr mil jaaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye
Zikr tumhaaraa jab jab hota hai
Dekhona aankhon sa bheega bheega pyaar
Beh jaathaa hai
Meri tanhaayiyon ko
Noor mil jaaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye
Main raat din ye duaa karoon
Tere liye main jiyun maroon
Chaaron pehar tujhe dekhaa karoon
Mera jahaan ye tujhpe fanaa karoon
Zikr tumhaaraa jab jab hota hai
Dekhona honton pe teraa ehsaas
Reh jaathaa hai
Mere har raasthe ko
Manzil mil jaaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye
Berang hawaayein mujhe na jaane
De gayi sadaa kyoon abhi abhi
Hai sarfaroshi ye aashiqui bhi
Jaayegi jaan meri isme kabhi
Zikr tumhaaraa jab jab hotha hai
Dekho naa har lamha teri daasthaan
Keh jaathaa hai
Meri har ik tadap ko
Sukoon mil jaaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye
Teraa, chehra, jab nazar aaye