Song: Main Teri Yaadon Mein
Artiste(s): Arijit Singh
Lyricist: Subrat Sinha
Composer: Himesh Reshammiya
Album: Sanam Teri Kasam
Main teri yaadon main khoya
Main teri yaadon main uljha
Main teri yaadon main khoya
Main teri yaadon main uljha
Teri yaadon ka hai samaa
Tere, bin mein, main naa rahaa
Teri yaadon kaa hai samaa
Tere, bin main, main naa rahaa
Shaam O seher kaise
Lagte zeher jaise
Tere bagair aise O..
Sochaa nahin kaise
Hoon darbadar jaise
Hogi basar aise O..
Khaamoshiyaan hain khathaa meri
Thanhaayiyaan hai sazaa meri
Samjhaa rahi hai ye dooriyaan
Teri meri nazdeekiyaan
(Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyaan) (x2)
((Teri yaadon ka hai samaa
Tere, bin mein, main naa rahaa)) (x2)
Sabko khabar hai ye
Meri seher hai tu
Kyaa bekhabar hai tu O..
Itni zaraa si tho
Haan hai tujhe kehni
Kehde nazar se tu O..
Kyaa itni hai majbooriyaan
Kyun itni naa manzooriyaan
Ik mukhthasar si baath hai
Phir zindagi bhar kaa saath hai
(Main teri yaadon main jaagaa
Main teri yaadon main soyaa) (x2)
((Teri yaadon ka hai samaa
Tere, bin mein, main naa rahaa)) (x2)