Song: Jab Tak Hai Jaan
Artiste(s): Javed Ali & Shakthishree Gopalan
Lyricist: Gulzar
Composer: A.R. Rahman
Album: Jab Tak Hai Jaan
Hmm..
Tum se hi jeete rahe
Hmm..
Hmmm..
Tum pe hi marte rahe
Jab tak hai jaan
Tumse.., do lafzon mein
Tumse.., yeh kehnaa tha
Tumse hi mohabbat thi
Tumse hi mohabbat hai
Tumse kehnaa hai yun rehnaa hai
Jab tak hai jaan..
Haan. Haan
Teri aankhon ke sajde me rehna
Palko ke parde mein
Jab tak hai jab tak hai jaan
Teri baahon ki narmi mein
Saanson ki garmi mein
Jab tak hai jab tak hai jaan
(Teri aankhon ke sajde me rehna
Palko ke parde mein
Jab tak hai jab tak hai jaan
Teri baahon ki narmi mein
Saanson ki garmi mein
Jab tak hai jab tak hai jaan)
((Tumse do lafzon mein
Tumse yeh kehnaa tha
Tumse hi mohabbat thi
Tumse hi mohabbat hai))
((Tumse kehnaa hai yun rehnaa hai
Jab tak hai jaan..))
Raatein jaagenge raaton main
Teri bemaani baaton main
Jab tak hai jab tak hai jaan
Kori kori shaamom mein
Gun gunaaye kaanon mein
Jab tak hai jab tak hai jaan
(Raatein jaagenge raaton main
Teri bemaani baaton main)
(Jab tak hai jab tak hai jaan)
(Kori kori shaamom mein
Gun gunaaye kaanon mein)
(Jab tak hai jab tak hai jaan)