Ankhiyan


Song: Ankhiyan
Artiste(s): Kanika Kapoor
Lyricist: Kumaar
Composer: Arjuna Harjai
Album: Do Lafzon Ki Kahani

(Ankhiyaan ne ankhiyaan nu
Rab jaane kyoon diye faasle) (x2)

(Rondiyan ne cham cham karke
Teri yaadon mein marke) (x2)

Bhool gayi aa jindri de raasthe

((Ankhiyaan ne ankhiyaan nu
Rab jaane kyoon diye faasle)) (x2)

(Duniya ki bheed mein main
Tanhaa si ho gayi
Paakar jo tujhko khoya
Khud hi main kho gayee) (x2)

Kyaa bataavun tere bin
Kaajal se hai yeh din
Taare bhi bujhe bujhe hain raat main

((Ankhiyaan ne ankhiyaan nu
Rab jaane kyoon diye faasle)) (x2)

(Raahon main baithe baithe
Nain pathraa gaye
Khushiyon ke honthon pe
Dard kaise aa gaye) (x2)

Sapne jo roothe roothe
Jud ke jo dil hai tootte
Tootti hain lakeere bhi ye haath main

((Ankhiyaan ne ankhiyaan nu
Rab jaane kyoon diye faasle)) (x2)

Leave a comment