Mere Khwabon Mein Tu


Song: Mere Khwabon Mein Tu
Artiste(s): Alka Yagnik & Kumar Sanu
Lyricist: Anand Bhakshi
Composer: Viju Shah
Album: Gupt

(Mere khwaabon main tu
Meri saanson main tu
Meri baahon mein tu
Dil ki raaho main tu) (x2)

Raath din, subah o shaam
Leke teraa naam
Mere dil ne kiye tujhe laakhon salaam

((Mere khwaabon main tu
Meri saanson main tu
Meri baahon mein tu
Dil ki raaho main tu))

((Raath din, subah o shaam
Leke teraa naam
Mere dil ne kiye tujhe laakhon salaam))

((Mere khwaabon main tu
Meri saanson main tu
Meri baahon mein tu
Dil ki raaho main tu))

Tu ho koyi phool tho churaaloon
Apni zulfon main lagaaloon
Hey Hey
Palkon ke neeche chupaaloon

Tu ho koyi jaam tho udaaloon
Apni pyaas main bhujaaloon
Hey Hey
Haan aanchal ke peeche chupaaloon

Naa mein phool, naa main jaam
Deewaanaa meraa naam

Meraa naam saari duniyaa main hai badnaam

((Mere khwaabon main tu
Meri saanson main tu
Meri baahon mein tu
Dil ki raaho main tu))

Laa..laa..laa..
Haan haan haan

Tujhko koyi geeth main banaaloon
Apne honthon pe sajjaaloon
Haa haa
Dil chaahe jab gungunaaloon

Tujhko man kaa meett main banaaloon
Apni palkon pe bithaaloon
Haan haan
Haa jee chahe ja main gunaaloon

Husn kaa mai ghulaam,
Aashiq hai meraa naam

Ishq aathaa nahin badaa mushkil hai kaam

((Mere khwaabon main tu
Meri saanson main tu
Meri baahon mein tu
Dil ki raaho main tu))

((Raath din, subah o shaam
Leke teraa naam
Mere dil ne kiye tujhe laakhon salaam))

Leave a comment