Song: Kuch Din
Artiste(s): Jubin Nautiyal
Lyricist: Manoj Muntashir
Composer: Rajesh Roshan
Album: Kaabil
Kuch din, se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din, se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din, se meri
Tu zaroorat ho gayi hai
Tere labon se main, hansu
Teri lehron main bahoo
Mujhko kasam lage agar
Tere binaa main jiyoon
((Kuch din, se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din, se meri
Tu zaroorat ho gayi hai))
((Tere labon se main, hansu
Teri lehron main bahoo
Mujhko kasam lage agar
Tere binaa main jiyoon))
Teri hawa main hi udoon
Main aaj kal, main aaj kal
Tere kadam se hi chaloon
Main aaj kal, main aaj kal
Kuch bhi nahin, mujhme mera
Jo bhi hai woh hai tera
((Kuch din, se mujhe
Teri aadat ho gayi hai))
Aksar adha, patha
Mera rehta nahin, rehta nahin
Koi, nishaan, mera kahin
Miltha nahin, miltha nahin
Doondaa gaya, jab bhi mujhe
Teri gali main milaa
((Kuch din, se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din, se meri
Tu zaroorat ho gayi hai))
((Tere labon se main, hansu
Teri lehron main bahoo
Mujhko kasam lage agar
Tere binaa main jiyoon))