Baarish


Song: Baarish
Artiste(s): Ash King & Shashaa Tirupati
Lyricist: Arafat Mehmood & Tanishk Bagchi
Composer: Tanishk Bagchi
Album: Half Girlfirend

Chehre main tere
Khud ko main doondoon

Aankhon ke darmiyaan
Tu ab hai is tarah
Khwabon ko bhi jagaah
Na mile

Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh doonde
Yeh milne ki khwaahish
Yeh khwaahish puraani
Ho poori tujhi se
Meri yeh kahaani

Kabhi tujhme uthroon
Toh saanson se guzroon
Toh aaye, dil ko raahath

Main hoon betikhaana
Panaah mujhko paana
Hai tujhme, de ijaazat

Na koi darmiyaan
Hum dono hai yahaan
Phir kyoon hai tu bathaa
Faasle

((Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh doonde
Yeh milne ki khwaahish
Yeh khwaahish puraani
Ho poori tujhi se
Meri yeh kahaani))

Nanana..lalalala.. nana.aa

Hawaaon se tera
Patha poochtha hoon
Ab toh aaja, tu kahin se

Parindon ki tarha
Yeh dil hai zafar main
Tu milaa de, zindagi se

Bas itni iltejaa
Tu aake ik dafaa
Jo dil ne naa kahaan
Jaan le

((Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh doonde
Yeh milne ki khwaahish
Yeh khwaahish puraani
Ho poori tujhi se
Meri yeh kahaani))

Leave a comment