Zinda Hai


Song: Zinda Hai
Artiste(s): Sukhwinder Singh & Raftaar
Lyricist: Irshad Kamil & Raftaar
Composer: Vishal & Shekhar
Album: Tiger Zinda Hai

Sehra saahil jungle basti baagh woh
Shola shola jaltha charaag woh
Ho.. parbat paani aandhi ambar aag woh
Shola shola jaltha charaag woh

Har kaali raat se ladta hai woh
Jalta hai aur nikharta hai
Aage hi aage badhta hai
Jab tak, zinda hai

Kahin par toofaan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai

Saagar khamoshi mein bhi
Saagar hi rehta hai
Leharon se kehta hai
Woh zinda hai

Bheethar toofaan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai

Raathon ke saaye mein hei woh chupaa
Dushman na dekhega kal ki subah
Kahaan se aaya wo kahaan hai jaata
Na mujhko pata hai na tujhko pataa

Haan wo nihattha hi shatru karta nirast
Bhes badalta wo jaise ho wastra
Jadse ukhaadega bheetar se maarega
Uska iraada hai Brahma ka antar wo gyaani hai
Hai swaabhimani wohi

Tu jaan thaa uski kahaani nahi
Zinda hai zinda rahega wo
Jab tak bhi marne ki usne hi thaani nahi

Ghairat gussa chahat aur malaal woh
Ziddi ziddi ziddi khayaal woh
Hai jung bhi hai woh hamla bhi aur jaal wo
Ziddi ziddi ziddi khayaal woh

Sholon ki aankh mein rehta hai
Har sacchi baat woh kehta hai
Laawa sa ragon mein behta hai
Jab tak zinda hai!

((Kahin par toofaan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai))

((Saagar khamoshi mein bhi
Saagar hi rehta hai
Leharon se kehta hai
Woh zinda hai))

((Kahin par toofaan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai))

Leave a comment