Song: Zindagi
Artiste(s): Srinivas
Lyricist: Gulzar
Composer: A.R. Rahman
Album: Yuvvraaj
Zindagi zindagi
Kyaa kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Aankh ki kor mein
Kyoon nami reh gayi
((Zindagi zindagi
Kyaa kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyoon nami reh gayi))
Tu kahaan kho gayi
Tu kahaan kho gayi
Koi aaya nahin
Do pehar ho gayi
Koi aaya nahin
((Zindagi zindagi))
Din aaye din jaaye
Sadiyaan bhi gin aaye
Sadiyaan re
Tanhaayi lipti hain
Lipti hain saanson ki
Rassiyaa re
Tere binaa badi pyaasi hain
Tere binaa badi pyaasi re
Nainon ki do sakhiyaan re
Tanhaa re,
Mein tanhaa re
((Zindagi zindagi
Kyaa kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyoon nami reh gayi))
Subah ka kohara hain
Shaam ki dhool hain
Tanhaayi hain
Raat bhi zard hain
Dard hi dard hain
Ruzwaayi hain
Kaise katte saanse uljhi hain
Raatein badi jhulsi jhulsi hain
Naina kori sadiyaan re
Tanhaa re
Main tanhaa re
((Zindagi zindagi
Kyaa kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyoon nami reh gayi))
((Zindagi zindagi
Kyaa kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyoon nami reh gayi))
((Tu kahaan kho gayi
Koi aaya nahin
Do pehar ho gayi
Koi aaya nahin))
((Zindagi zindagi
Kyaa kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyoon nami reh gayi))