Song: Farrata
Artiste(s): Armaan Malik & Adithyan
Lyricist: Siddhant Kaushal
Composer: Amartya Rahut
Album: Tumhari Sulu
Udein udein, ghoomein phirein
Jaise phir ki mein machti hain khalbali
Phul jhadi hei yeh kudi
Oho.. farraata, oho.. farraata
Left right left
Left right left
Baayein mood
Mera thoda sakht pakoda
Shoron ka phir bread pakoda
Khaake sannate ko toda-phoda
Jaise haddi ke liye soup ka roda
Peeke ban jaate hathoda
Waise day to day hua hai choda
Farrata farrata hai
Aaloo bomb patakha hai
Chote se packing mein aayi
Guddi yeh dhamaka hai
Oho farrata, oho sharrata
Ban gayi tadakka, o ho ho
Oho bazooka, pyara sa mukka
Carry karke handbag leke
Aatishi si hai chali
((Udein udein, ghoomein phirein
Jaise phir ki mein machti hain khalbali
Phul jhadi hei yeh kudi
Oho.. farraata, oho.. farraata))
Herogiri, poori bhari
Jalwa hai bachan se bhi bhadke
Bheedu hai re, dil se yeh
Oho farrata, oho faraata
Ruthba iska hai hawa sa
Mudthi yeh jahaan dil chaahe
Milke phir jantha bole
Oho farrata, oho faraata
((Oho farrata, oho sharrata
Ban gayi tadakka, o ho ho
Oho bazooka, pyara sa mukka
Carry karke handbag leke
Aatishi si hai chali))
((Oho farrata, oho sharrata
Ban gayi tadakka, o ho ho
Oho bazooka, pyara sa mukka
Carry karke handbag leke
Aatishi si hai chali))
Ding ding ding ding ding ding ding…
Farrata
Ding ding ding ding ding ding ding…
Farrata