Mujhe Chaand Pe Le Chalo


Song: Mujhe Chaand Pe Le Chalo
Artiste(s): Nikhita Gandhi
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: A.R. Rahman
Album: Sanju

Mujhe chaand pe le chalo
Taare dikhaa do mujhe
Hai raat bhar kaa zafar yeh
Kal ko na milna mujhe

Mujhe chaand pe le chalo
Taare dikhaa do mujhe
Shammaa si main jal rahi hoon
Aao bujhaa do mujhe
Mujhe chaand pe le chalo

Maanaa abhi behki hoon
Chahat main main nehki hoon
Maikhaana paimaana main
Peene se darta hai kyoon

Na tu shareefon sa hai
Na main shareefon si hoon
Tere mere dharmiyaan
Hain faasle bol kyoon

((Mujhe chaand pe le chalo
Taare dikhaa do mujhe
Hai raat bhar kaa zafar yeh
Kal ko na milna mujhe))

((Mujhe chaand pe le chalo
Taare dikhaa do mujhe
Shammaa si main jal rahi hoon
Aao bujhaa do mujhe
Mujhe chaand pe le chalo))

Haan… aaa..

Leave a comment