Song: Jaavedaan Hai
Artiste(s): K.K. & Suzanne D’Mello
Lyricist: Shakeel Azmi
Composer: Chirantan Bhatt
Album: 1920: The Evil Returns
Ho…
Ho…
Karta hoon tujh mein din guzar mein
Karta hoon tujh mein shab basar
Karta hoon tujh mein hi shehar main
Jeeta hoon tujhko dekh kar
Dil tere bin, thehra sa hai
Tu dhadkanon ka hai zafar
Kaatton bhara, har raastha
Phoolon ki hai tu reh guzar
Jaavedaan hai, ishq tujh se
Jaavedaan hai, jaanon dil ke
Darmiyaan hai, darmiyaan tu haan
Jaavedaan hai, ishq tujh se
Jaavedaan hai, tujhmein hi dil
Ud rahaa hai, aasmaan tu haan
Ho.. wo..
Saath tera jab se hai mujhko mila
Waqt ki shaakhon pe hai harpal khilaa
Zindagi se ab nahi koi gilaa
Jithna hai tu, uthna hoon main
Naa kucha zyaada naa hoon kam
Tujh se shuru hotaa hoon mein
Hota hoon tujhpe hi khatam
((Jaavedaan hai, ishq tujh se
Jaavedaan hai, jaanon dil ke
Darmiyaan hai, darmiyaan tu haan))
((Jaavedaan hai, ishq tujh se
Jaavedaan hai, tujhmein hi dil
Ud rahaa hai, aasmaan tu haan))
Maine tujhko is tarah se hai jiiyaa
Aandhiyon mein jaise jaltha hai diyaa
Ishq se har faasle ko the kiyaa
JO the judaa, humse khafa
Lamhein woh saare khatt gaye
Tum mil gaye banke subaah
Jo the andhere hatt gaye
((Jaavedaan hai, ishq tujh se
Jaavedaan hai, jaanon dil ke
Darmiyaan hai, darmiyaan tu haan))
((Jaavedaan hai, ishq tujh se
Jaavedaan hai, tujhmein hi dil
Ud rahaa hai, aasmaan tu haan))
Aasmaan tu hai