A Complete Journey Through Music
Song: Yeh Aaina
Artiste(s): Shreya Ghoshal
Lyricist:Irshad Kamil
Composer: Amaal Mallik
Album: Kabir Singh
Ye aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare
Ithna lage sochne kyoon
Main aajkal tere baare
Tu jheel khaamoshiyon ki
Lafzon ki main toh lehar hoon
Ehsaan ki tu hai duniyaa
Chota sa main ek shehar hoon
((Ye aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare))
Khud se hai agar tu bekhabar
Bekhabar
Rakh loon main tera khayaal kya
Chupke chupke, tu nazar, main uthar
Sapno main loon main sambhaal kya
Sapno main loon main sambhaal kya
Main daud ke paas aavoon
Tho neend main jo pukaare
Main raith hoon tu hai dariyaa
Baitti hoon tere kinaare
((Ye aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare))
Tanha, hai agar tera safar
Humsafar
Tanhaayi ka main jawaab hoon
Hoga, mera abhi asar, tu agar
Padlee main teri kithaab hoon
Padlee main teri kithaab hoon
Seene pe mujhko sajaa ke
Jo raath saare guzaare
Tho main savere se keh doon
Mere shehar tu na aa re
((Ye aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare))