A Complete Journey Through Music
Song: Turpeya
Artiste(s): Sukhwinder Singh
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: Vishal & Shekhar / Abhijit Nalani
Album: Bharat
Chaar paisa kamaawan li
Main aaya ghar se door
Ghar se door main aaya lekin
Ghar na mujhse door
Dekh mere pattuva vich
Dil de mere pattuve vich
Ab bhi ghar da photo
Seena cheer ke chakkar lena
Doubt jo koi ho toh
Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor
((Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor))
Sab mil gaya, par naa mila
Ghar jaisa koi suroor
Main turpeya, main turpeya
Par jaanaa laut zaroor
Ho…
Rose peepe pigdi
Pardeson main nahin
Baath jhabbhi waali
Sandeson main nahin
Fursaton bharaa samaa haan
Milta hai yahaan
Rishton main garmaahat waisi
Lagti yahaan kahaan
Haaye chaar paise bachaawan layi
Main turpeya, o main turpeya hoye
Ghar pe khushi liyaawan layi
Main turpeya, haye main turpeyaa
Maine yahaan pe aake jaanaa
Thon jaise mulk begaana
Kismat waala hai jo peeche
Mud gaya mud gaya mud gayaa main
((Main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor))
((Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor))
Ho..
Dhoop kheton ki woh
Yaadon main hai abhi
Ek ladki jaisi
Lagthi thi woh kabhi
Garmiyaan nigaah main
Meetti si adaa
Ab bhi hai apnaa dil uspe
Pehle jaisa fida
Oye… yaar mujhko piyaawan nahin
Main turpeyaa, main turpeya
Usko paas bulaawan nahin
Main turpeya, o main turpeya
Dekhe jag de masti tere
Par woh dil main basti mere
Yaad main jiski yeh dil yoonhi
Bhar gaya, bhar gaya, bhar gaya main
((Main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor))
((Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor))
Main turpeya…
Main turpeya…