Song: Hui Malang
Artiste(s): Asees Kaur
Lyricist: Kunaal Vermaa & Harsh Limbachiya
Composer: Ved Sharma
Album: Malang
Kaafiraa toh chal diyaa…
Kaafiraa toh chal diyaa
Iss zafar ke sang
Manzilein na door koyi
Le ke apnaa rang
Ke hui main
Ke hui main
Ke huyi main malang malang malang
Ke huyi main malang malang malang
Ke huyi main malang malang malang
Main malang haayi re
Main beiraagam si jeeyoon
Ye bhataktha mann
(Main beiraagam si jeeyoon
Ye bhataktha mann)
Ab kahaan le jaayega
Ye aawaarapan
((Ke huyi main malang malang malang
Ke huyi main malang malang malang
Ke huyi main malang malang malang
Main malang haayi))
To live life one night to another
Kuch dua hai, kuch dua hai
Khaamoshi ka saaz hai
Sookha dariyaa, pyaasa jariyaa
Bheege bas alfaaz hai
Reth si bhikri hu main
Teri zameen ka karam
Chaand ke in daagon ka
Tu hi toh hai marhum
Ke huyi main
Malang malang malang
((Ke huyi main malang malang malang
Ke huyi main malang malang malang
Ke huyi main malang malang malang
Main malang haayi re))