Song: Aur Tanha
Artiste(s): K.K.
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: Pritam Chakraborty
Album: Love Aaj Kal
Ooo….
Tu hi tho hai
Tu hi tho hai
Har pal hi teri baaton main guzarta
Itna kyoon mere saath aayi tu
Tu na jaane
Tu na jaane
Har pal main tu hai main hoon yaa hai rasta
Itna kyoon mujhko door laayi tu
Naa main waadaa karta hoon
Naa main bhoola karta
Tu hai to sab raston pe
Main kyaa doondaa kartaa
Yoon tera hona bhi
Aur tanha karta
Oo.. Oo..
Tu hi to hai
Tu hi tho hai
Jo hanste hanste aankhein bhar sakti hai
Ab itni tho pehchaan ho gayi
Nahi hai toh
Nahi hai tu
Ab choda hai tho sach main chod de mujhko
Kyoon har pal ki mehmaan ho gayi
Main yoon tanha jeetha hoon
Jaise koi marthaa
Yeh bhi koi hona hai
Jo hai aankhein bhartha
Yoon tera hona bhi
Aur tanha karta
Aur tanha karta
Aur tanha karta
Aur tanha karta