Song: Yeh Dooriyan
Artiste(s): Mohit Chauhan
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: Pritam Chakraborty
Album: Love Aaj Kal
Sach kahoon toh, Hont jhalthe mere
Chup rahoon toh, saans hi na aaye
Mushkil hai bahut hi
Ab chupaanaa ya bathaanaa
Zyaada paas aana
Hai asal main door jaanaa
Mere saath mere
Zakhm bhi hain dard bhi hain
Jinse hai bigadtha
Jo bhi chaahoon main banaanaa
Mujhe nazdeeqiyon se meri
Yeh dooriyaan…
Yeh dooriyaan…
Naa, shiqaayat hai tujhe
Shiqaayat na mujhe
Magar doori hai
Kyaa, bhalaa roke humein
Bade na kyoon khadam
Agar doori hai
Poochoon tere baare
Chadthe din se shaam se bhi
Naa hai chain teri
Yaad se bhi naam se bhi..
Aisa kyoon hua hai
Yeh patha hai jaanthe hain
Tujhse bhi muhabbat
Hai muhabbat kaam se bhi
Yunhi nazdeekiyon, main rahi
((Yeh dooriyaan…
Yeh dooriyaan…))
((Yeh dooriyaan…
Yeh dooriyaan…))
O…ho…
((Yeh dooriyaan…))