Main Tumhara


Song: Main Tumhara
Artiste(s): Jonita Gandhi & Hriday Gattani
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Composer: A.R. Rahman
Album: Dil Bechara

Tum na huye, mere toh kya
Hmm..
Tum na huye, mere toh kya

Main tumhaara, main tumhaara
Main tumhaara rahaa
Mere chanda main tumhara
Sithaara raha

Rishta raha, bas raith ka
Aye samandar, main tumhaara
Kinaara rahaa
Main tumhaara, main tumhaara
Tumhaara rahaa

((Tum na huye, mere toh kya))

Tu hi pehli guzaarish
Hasrat bhi tu, aakhri
Maahi mere basi hai
Marzi batha, kyaa teri

((Main tumhaara, main tumhaara
Main tumhaara rahaa
Mere chanda main tumhara
Sithaara raha))

Main jaado ke mahine ki tarah
Aur tum ho pashmine ki tarah
Main deewaaron ki tarah hoon
Tum magar se ho dareecha
Main bageecha jo tum ne seenchaa..

((Tum na huye, mere toh kya
Hmm..
Tum na huye, mere toh kya))

((Main tumhaara, main tumhaara
Main tumhaara rahaa
Mere chanda main tumhara
Sithaara raha))

((Rishta raha, bas raith ka
Aye samandar, main tumhaara
Kinaara rahaa
Main tumhaara, main tumhaara
Tumhaara rahaa))

((Tum na huye, mere toh kya))

Leave a comment