Tum Se Hi


Song: Tum Se Hi
Artiste(s): Ankit Tiwari & Leena Bose
Lyricist: Shabbir Ahmed
Composer: Ankit Tiwari
Album: Sadak 2

Do dil zafar main nikal pade
Jaanaa kahaan kyoon fikar kare
Kahaan thikaana ho raat kaa
Subaah kahaan pe basar kare

Khoya khoya dil mera kehtha hai

Haan, tum se hi, bas tum se hi
Meri jaan hai, bas tum se hi
Dil ko mere, aaraam hai
Pareshaan hai, bas tum se hi

Jo dard ko, sukoon de
Woh dard tum se milta hai
Aye dil zara, itnaa batha
Kyoon ishq unse hotha hai

Saanson ko, ab jeene ka
Jaise sahaaraa mil gayaa

((Khoya khoya dil mera kehtha hai))

((Hmm, tum se hi, bas tum se hi
Meri jaan hai, bas tum se hi
Dil ko mere, aaraam hai
Pareshaan hai, bas tum se hi))

Aashiqui, hoti hai kyaa
Dil ko mere, maalom na tha
Ek bhi, teri tarah
Chehraa koyi, maasoom na thaa

Haan, yoon laga, is jaan main
Ik jaan si daakhil huyi

Ab toh har lamha mujhse kehtha hai

((Haan, tum se hi, bas tum se hi
Meri jaan hai, bas tum se hi
Dil ko mere, aaraam hai
Pareshaan hai, bas tum se hi))

Tum se hi…..

Leave a comment