Song: Taram Pam Taram Pam
Artiste(s): Babul Supriyo & Srinivas
Lyricist: Mehboob
Composer: A.R. Rahman
Album: Doli Saja Ke Rakhna
Yeh khoya khoya rehta hai
Yeh din main, soya soya rehta hai
Yeh raathon ko uthke rota hai
Yehi gaatha hai woh le gayi dil
Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko doondenge hum
Pari hai woh hai hoor koi
Jo dhayaa hai itna sitam
Nahin woh tho kuch aur hi hai
Kahin kya yaaron tum se hum
((Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko doondenge hum))
Itni haseenon main
Chupi ek aisi haseena hai
Ki moti seep mian ho jaise
Angootti main ho, nagina koi woh
Dekha hai tum ne, kaho kyaa usko ho o ho
Jaise, nagina koi woh
Dekha hai tum ne, kaho kyaa usko
((Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko doondenge hum
Pari hai woh hai hoor koi
Jo dhayaa hai itna sitam))
((Nahin woh tho kuch aur hi hai
Kahin kya yaaron tum se hum))
Taram pam taram pam taram pam
Taram pam pam pam pam pam
Taram pam taram pam taram pam
Taram pam pam pam pam pam
Doodh si rangat hai
Dhuli ho chaandni se jaise
Kanwal ke jaisi nazaakath hai
Karishma hai woh, khuda hi ka tho jo
Dekha hai tum ne, kaho kya usko..
Jaise, karishma hai woh, khuda hi ka tho jo
Dekha hai tum ne, kaho kya usko..
((Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko doondenge hum
Pari hai woh hai hoor koi
Jo dhayaa hai itna sitam))
Woh subah ka taara hain
Haan woh kismat se hamaara hai
Woh yaaron, doli sajaa ke rakhnaa hai
Usse banna hai, meri dulhan
((Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko doondenge hum
Pari hai woh hai hoor koi
Jo dhayaa hai itna sitam))
((Nahin woh tho kuch aur hi hai
Kahin kya yaaron tum se hum))
((Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko doondenge hum))