Song: Dil Paagal Deewaana Hain
Artiste(s): Kumar Sanu
Lyricist: Sameer
Composer: Nadeem – Shravan
Album: Barsaat
Dil paagal deewaana hain
Ye pyaar karega
Dil paagal deewaana hain
Ye pyaar karega
Dil paagal deewaana hain
Ye pyaar karega
Ye kab daraa hain duniyaa se
Jo ab daregaa
Ye pyaar main dhadka hain
Ye pyaar se dhadkega
Ye pyaar main dhadka hain
Ye pyaar se dhadkega
Ye kab daraa hain duniyaa se
Jo ab daregaa
((Dil paagal deewaana hain
Ye pyaar karega))
((Ye kab daraa hain duniyaa se
Jo ab daregaa))
Dil taqt-o-taaj ki
Parvaah nahi kartaa
Rasm-o-riwaaj ki
Parvaah nahi kartaa
O..
(Dil taqt-o-taaj ki
Parvaah nahi kartaa
Rasm-o-riwaaj ki
Parvaah nahi kartaa)
Daulat se khareedoge tho
Inkaar karega
(Daulat se khareedoge tho
Inkaar karega)
((Ye kab daraa hain duniyaa se
Jo ab daregaa))
((Dil paagal deewaana hain
Ye pyaar karega))
((Ye kab daraa hain duniyaa se
Jo ab daregaa))
Falak roke zameen roke
Magar hum ruk na paayenge
Deewaaren thod ke saari
Hum tumse milne aayenge
(Falak roke zameen roke
Magar hum ruk na paayenge
Deewaaren thod ke saari
Hum tumse milne aayenge)
Mohabbat jhuk nahi sakti
Zamaane ke jhukaane se
Mohabbat mit nahi sakti
Zamaane ke mitaane se
Kehta nahi hain dil
Karke dikhaayega
Thoofaan main chaahat ki
Shammaa jhalaayega
Ye jurm-e-wafa dil tho
Sau baar karega
(Ye jurm-e-wafa dil tho
Sau baar karega)
((Ye kab daraa hain duniyaa se
Jo ab daregaa))
((Dil paagal deewaana hain
Ye pyaar karega))
((Ye kab daraa hain duniyaa se
Jo ab daregaa))
((Ye pyaar main dhadka hain
Ye pyaar se dhadkega))
((Ye kab daraa hain duniyaa se
Jo ab daregaa))
((Dil paagal deewaana hain
Ye pyaar karega))