Song: Humko Sirf Tumse Pyaar Hai
Artiste(s): Kumar Sanu & Alka Yagnik
Lyricist: Sameer
Composer: Nadeem Shravan
Album: Barsaat
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Keh rahi hai dil ki bekhudi..
Bas tumhaara intezaar hai
((Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai))
Doondthe hain hum, tumko darbadar
Jaane kab kahaan miloge humse humsafar
(Doondthe hain hum, tumko darbadar
Jaane kab kahaan miloge humse humsafar)
Kaisi dooriyaan, kaisa faaslaa
Hum yahaan pe aaye sun ke pyaar ki sadaa
Ab naa, tumse, door honge hum
Tum pe dil kya jaan nisaar hai
Tum pe dil kya jaan nisaar hai
((Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai))
Jaagte rahe, hum tho raat bhar
Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar
(Jaagte rahe, hum tho raat bhar
Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar)
Tum nigaah main, tum khayaal main
Haal hai bura hamaara aise haal main
Yun to hum pe naa karo sitam
Humko tumpe aitbaar hai
Humko tumpe aitbaar hai
((Keh rahi hai dil ki bekhudi..
Bas tumhaara intezaar hai))
((Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai))
((Keh rahi hai dil ki bekhudi..
Bas tumhaara intezaar hai))
((Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai))