Song: Dil Ka Aalam
Artiste(s): Kumar Sanu
Lyricist: Sameer
Composer: Nadeem-Shravan
Album: Aashiqui
Ho ho.. ho…
Ho ho ho…
Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe
Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe
Ek chehre ne bahut
Ek chehre ne bahut
Pyaar se dekha mujhe
((Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe
Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe))
((Ek chehre ne bahut
Ek chehre ne bahut
Pyaar se dekha mujhe))
((Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe))
Woh mere saamne baitti hai magar
Us se kuch baat na ho paayi hai
Main ishaara bhi agar karta hoon
Ismain hum dono ki ruswaayi hai
Ismain hum dono ki ruswaayi hai
((Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe
Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe))
Woh tho hotton se kuch bhi kehti nahin
Uski aankhon main ik kahaani hai
Us kahaani main naam hai mera
Mujh pe khudrat ki meherbaani hai
Mujh pe khudrat ki meherbaani hai
((Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe
Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe))
((Ek chehre ne bahut
Ek chehre ne bahut
Pyaar se dekha mujhe))
((Dil ka aalam, main kya bataaoon tujhe))