Song: Param Sundari
Artiste(s): Shreya Ghoshal
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Composer: A.R. Rahman
Album: Mimi
Ae bikaaneri chokri
Santre ki tokri
Ghar to chudwaaya
Ab kya chudaayegi naukri
Romeo Romeo, galli ke Romeo
Bholi shakal waale
Saare ke sare farebiyo
Aye Romeo Romeo, bhaade ke premiyo
Kaahe gale pade ho
Bin bulaaye baraatiyon
Le tho gayi khaleja
Sang main humein bhi leja
Ye tho chori pe hai seena zori
Kabhi lage monalisa
Kabhi kabhi lage Lolita
Aur kabhi jaise Kaadambari
Haaye meri
Param param param param
Paramasundari
Haaye meri
Param param param param
Paramasundari
Sar se pair talak
Bethahaasha husn se bhari
(Haaye meri
Param param param param
Paramasundari)
Hey Sundari…
Aaj meri aane ke dooba
Kooda koodar layyaar laaya
Kooda koodar layyaar laaya
Paayaare paaye
Pairon main paayal ki bedi se
Baandh ke main na rehne waali
Main alhad purwa ke jaisi hoon
Pardeson tak behne waali
Mujhe gehron se badke
Sapnon ki chaahat hai
Jin sapnon ko sach ho
Jaane ki aadat hai
Katti hai meri mardon se
Yaari filmon ke pardon se
((Le tho gayi khaleja
Sang main humein bhi leja
Ye tho chori pe hai seena zori
Kabhi lage Monalisa
Kabhi kabhi lage Lolita
Aur kabhi jaise Kaadambari))
Ha ha ha
((Haaye meri
Param param param param
Paramasundari
Haaye meri
Param param param param
Paramasundari))
((Sar se pair talak
Bethahaasha husn se bhari
(Haaye meri
Param param param param
Paramasundari)))
Aye choona nahi choona choona nahi
Choona choona nahi mujhko
Aye hona nahi hona hona nahi
Teri hona nahi mujhko
Haath jod chaahe pavon pad parwah
Nahin mujhko
Na Na Nana na na nanana
Nana na na nana nana
((Ae bikaaneri chokri
Santre ki tokri
Ghar to chudwaaya
Ab kya chudaayegi naukri))
Dekh ke kamar eri
Bhaage nabz main
Jaise ghadi ka kanta
Hickery dickery dockery