Song: Apna Bana Le
Artiste(s): Arijit Singh
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Composer: Sachin-Jigar
Album: Bhediya
Na Na Na Na Na Na
Tu mera koyi na
Hoke bhi kuch laage
Tu mera koyi na
Hoke bhi kuch laage
Kiya re jo bhi tune
Kaise kiya re
Jiya ko mere baandh
Aise liya re
Samajh ke bhi na
Samajh main sakoon
Saweron ka bhi mere
Tu sooraj laage
Tu mera koyi na
Hoke bhi kuch laage
((Tu mera koyi na
Hoke bhi kuch laage
Tu mera koyi na
Hoke bhi kuch laage))
Apna bana le piya
Apna bana le piya
Apna bana le mujhe
Apna bana le piya
Apna bana le piya
Apna bana le piya
Dil ke nagar main
Shehar tu basa le piya
Choone se tere
Haan tere haan tere
Feeki ruton ko rang lage
Hmm..
(Choone se tere
Haan tere haan tere
Feeki ruton ko rang lage)
Teri disha main kyoon chalne se mere
Pairon ko pankh lage
Raha ne mere kaam ka jag saara
Haan bas tere naam se hi guzaaraa
Ulajh ke yoon na
Sulajh na sakoon
Zubaaniyaan teri
Jootti bhi sach laage
Tu mera koyi na
Hoke bhi kuch laage
((Tu mera koyi na
Hoke bhi kuch laage
Tu mera koyi na
Hoke bhi kuch laage))
((Apna bana le piya
Apna bana le piya
Apna bana le mujhe
Apna bana le piya))
((Apna bana le piya
Apna bana le piya
Dil ke nagar main
Shehar tu basa le piya))
Ho.. sab kuch mera chaahe
Naam apne likhaa le
Badle main itni toh
Yaari nibhaa le
Jag ki hiraasat se
Mujhko chudaa le
Apna bana le
Bas, apna bana le
Apna bana le
Apna bana le