Song: Yeh Mann Mera
Artiste(s): Abhijeet Bhattacharya & Babul Supriyo
Lyricist: Sameer
Composer: Shankar Ehsaan Loy
Album: Ek Aur Ek Gyarah
Ho yeh mann mera
Bada hi chaliyaan
Maaf karo brijbasiyaa
Maaf karo brijbasiyaa
(Ho yeh mann mera
Bada hi chaliyaan
Maaf karo brijbasiyaa
Maaf karo brijbasiyaa)
Raadhaaji ke
Mann main basse hum
Mann main basse hum
Haan dhan main basse hum
Aisa karo kuch rasiyaa
Maaf karo brijbasiyaa
Hoy, radha bhi yahi
Meera bhi yahi
Tumhe chodke
Tu jaanaa na kahin
(Radha bhi yahi
Meera bhi yahi
Tumhe chodke
Tu jaana na kahin)
((Maaf karo brijbasiyaa
Maaf karo brijbasiyaa))
Kitni mohini, moorat teri
Dekho har ghadi, bas tujhko
Kitni suhani hoy, soorat teri
Baaye ab yahi, bas mujhko
Tere is darr pe hai
Aaye hai saweli
Bharosa humhein hai na
Jaayenge khaali
Daya ab karo
Yeh jholi to bharo
Tumhara, sahara
Bhawar main, kinaara
Ho sab kehte tum, anthar yaami
Padlon jiya ki bathiyaan
Aisa karo kuch rasiyaan
Hey Radha bhi yahi
Meera bhi yahi
Inhe chodke
Tu jaana na kahin
(Hey Radha bhi yahi
Meera bhi yahi
Inhe chodke
Tu jaana na kahin)
Radha, Radha,
Tere pyaar main ho gaya hoon
Aadhaa
Hum apni aankhon main
Tera hi roop basaaye re
Mudke dekh humhein
Khade hai tere daayen baayen re
Hum dil ke rogi re…
Hum dil ke rogi re
Koi na jaane
Hum deewaane
Prem ke jogi re
Naa yeh ghar chod ke jaayenge
Na jaayenge, na jaayenge
Na yeh ghar chod ke jaayenge
Kaatte katte na
Ab tho khele
Birha ke sooni rathiyaa
Kuch to karo bijbasiyaa
((Radha bhi yahi
Meera bhi yahi
Tumhe chodke
Tu jaana na kahin))
((Radha bhi yahi
Meera bhi yahi
Tumhe chodke
Tu jaana na kahin))
((Ho yeh mann mera
Bada hi chaliyaan
Maaf karo brijbasiyaa
Maaf karo brijbasiyaa))
((Maaf karo brijbasiyaa
Maaf karo brijbasiyaa))