Song: Dil Hai Bholaa
Artiste(s): Amit Mishra
Lyricist: Irshad Kamil & Anajali Bhushan (English Lyrics)
Composer: Ravi Basrur
Album: Bholaa
Choti si khwaahish liye ghoomta hai
Guzre hue waqt ko doondtha hai
Toot kar aur masoon ho jaataa hai
Dard ko bhi yeh maloom ho jaata hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraadaa hai
((Choti si khwaahish liye ghoomta hai
Guzre hue waqt ko doondtha hai
Toot kar aur masoon ho jaataa hai
Dard ko bhi yeh maloom ho jaata hai))
Jai Bholaa
Sar se paaon talak dil hai, bholaa
Sar se paaon talak dil hai, bholaa
Sar se paaon talak dil hai, bholaa
Sar se paaon talak dil hai, bholaa
Haan, sharam, madhar, aajaavo na
Haan, khoye aa, maasoon,
Bheegi na aankhein is tarah royaa
Kaise bataayein ke kya, kya hai khoyaa
Aaj phir waqt ki kuch kami si lage
Saans seene main hai par thami si lage
Jo bhuje na kabhi, yeh woh sholaa
Sar se paaon talak dil hai bholaa
Jo bhuje na kabhi, yeh woh sholaa
Sar se paaon talak dil hai bholaa
Bholepan ki baatein kare har ghadi
Farz se khwaahish par hamesha ladi
Nanha sa ek rishta bhulaaye kahin
Raaste main hai magar mushkilen badi
Waqt ne bhed jinka hai kholaa
Sar se paaon talak dil hai bholaa
Waqt ne bhed jinka hai kholaa
Sar se paaon talak dil hai bholaa
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraadaa hai
Jai bholaa