Song: Janabe Ali
Artiste(s): Himesh Reshammiya
Lyricist: Himesh Reshammiya
Composer: Himesh Reshammiya
Album: Bad Boy
Dil se mere yeh kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahin ka reha na
Janabe ali, janabe ali, janabe ali
Main kahin ka reha na
Janabe ali, janabe ali, janabe ali
((Dil se mere yeh kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahin ka reha na))
((Janabe ali, janabe ali, janabe ali
Main kahin ka reha na
Janabe ali, janabe ali, janabe ali))
Meri atrangi
Zindagi main teri demand hai
Tu hai mujhmain basi
Jaise badal main chaand hai
Meri gali main aaja
Jhalak dikhlaja
Dil main tu sama ja zara
Mujhpe tu bhi mar le
Aaja pyaar kar le
Mood hai romantic mera
((Dil se mere yeh kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahin ka reha na))
((Janabe ali, janabe ali, janabe ali
Main kahin ka reha na
Janabe ali, janabe ali, janabe ali))
((Main kahin ka reha na
Janabe ali, janabe ali, janabe ali))
Yaadein din bhar teri
Karti hain tez heartbeat ko meri
Aajaa paas baitt ja
Khaali hai yeh baaju ki seat meri
Jis din se tune
Dil main entry maari
Mera game over hua
Hai kasam se jaana
Main tera deewaana
Main tera follower hua
((Dil se mere yeh kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahin ka reha na))
((Janabe ali, janabe ali, janabe ali
Main kahin ka reha na
Janabe ali, janabe ali, janabe ali))
((Main kahin ka reha na
Janabe ali, janabe ali, janabe ali))