Hua Main


Song: Hua Main
Artiste(s): Raghav Chaitanya
Lyricist: Manoj Muntashir
Composer: Pritam Chakraborty
Album: Animal

Chuaa tune
Beh gaya main
Heeriye…

Jo ab tak kisi ne
Kabhi na kiya ishq aisa
Ishq aisa
Chaahiye

Aisi deewaangi se
Main chaahoon tujhe jaise
Pehli dafa koyi paagal
Hua hua main

Hua main, hua main
Dua se, main uttaa
Jo tera
Hua main

Hua main, raanjhanaa
Hua main

Dekha nahin
Tune abhi
Jaadu hua kyaa

Dono jahaan jahaan
Jahaan gaye
Thehar

Tere badan
Ki roshni
Mere badan main
Abhi abhi abhi abhi gayi
Utthar

Koyi doori
Nahi baaki
Piya re hey,ey

Bekhabar hoke
Baahon main soja meri
Tu hawa aur main
Tere baadal hua
Hawa main

Hawa main main uda
Dua se
Main uttaa jo tera
Hua main

Hua main, raanjhanaa
Hua main
Hua main

Hua Main

O…

Hua

Leave a comment