Ab Pyaar Na Karna Hai Tujhe


Song: Ab Pyaar Na Karna Hai Tujhe
Artiste(s): Nishant Singh
Lyricist: Nishant Singh
Composer: Bharatt-Saurabh
Album: Ab Pyaar Na Karna Hai Tujhe

Main yaadon ko bhuladoonga
Unhe dil se mita doonga

Ab pyaar na karna hai tujhe

Khwaabon ko sula doonga
Unhe phir se jatha doonga

Ab pyaar na karna hai tujhe

Maanaa tha mujhko apne
Maine yaar ve
Toota tu banke sapna
Kitni baar ve

Tu jeet hai tho kaisi
Hoti haar ve

Ki aisi kya khata ve

Aisi kya khata ve

((Main yaadon ko bhuladoonga
Unhe dil se mita doonga))

((Ab pyaar na karna hai tujhe))

Suna hai teri yaadon mein
Main bhi kahin rehta hoon

Chahke bhi mujhse tu
Hogi na juda
Main dil se ye keh doonga
Tu door chalaa gaya
Is dard ko sehna hai
Kaisi yeh saza

Itna tha tujhko chaha
Khud ko haar ke
Tere liye tha aaya
Khud ko maar ka

Par tu tho na kar paaya
Mujhko pyaar ve

Ki aisi kya khata ve

Aisi kya khata ve

((Main yaadon ko bhuladoonga
Unhe dil se mita doonga))

((Ab pyaar na karna hai tujhe))

((Khwaabon ko sula doonga
Unhe phir se jatha doonga))

((Ab pyaar na karna hai tujhe))

((Ab pyaar na karna hai tujhe))

Leave a comment