Song: Tere Sang Ishq Hua
Artiste(s): Arijit Singh & Neeti Mohan
Lyricist: Kunaal Vermaa
Composer: Tanishk Bagchi & Krishna Kishore
Album: Yodha
Falak se main
Sitaare thod ke zameen pe laavoonga
Ijaazat de
Jahaan bhi ho teri khushi le aavoonga
Koyi jagah na patha
Jahaan na tu ho dikha
Tere naam se shuru hai har dua
Tere naam se naam juda ke
Teri raah main shaam saza ke
Rabb tujhko maan liya jo
Tere sang ishq hua
Ho tere naam se naam juda ke
Teri raah main shaam saza ke
Rabb tujhko maan liya jo
Tere sang ishq hua
Tere khayaalon
Ka shehar main hoon
Tune mujhe bassa diya
Tu hai kinaaraa
Toh leher main hoon aake tujhe
Hai choo liyaa
Teri saanson main ghul gayaa hoon
Tere choone se khil gayaa hoon
Teri baaton ne yeh kya kar diyaa
((Koyi jagah na patha
Jahaan na tu ho dikha
Tere naam se shuru hai har dua))
((Tere naam se naam juda ke
Teri raah main shaam saza ke
Rabb tujhko maan liya jo
Tere sang ishq hua))
((Tere naam se naam juda ke
Teri raah main shaam saza ke
Rabb tujhko maan liya jo
Tere sang ishq hua))
Haan ishq hua, ishq hua
Haan tere sang, haan tere sang
Haan tere sang ishq hua
Haan ishq hua, ishq hua
Haan tere sang, haan tere sang
Haan tere sang ishq hua