Song: Humsafar
Artiste(s): Sachet Tandon & Parampara Tandon
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: Sachet-Parampara
Album: Saiyaara
Meri befikri, ki fiqr tu
meri saanson ka, hai ziqr tu
Hum hum qadam se humraah, hue
Ab humraah se, hamnava huye
Ho…
Raahon pe teri main jaaun biqr
Agar saath mere tu hai humsafar
Main na ye sochoon hai jaanaa khidar
Agar saath mere tu hai humsafar
Tere hawaale hona hai maine
Ye aashiqaanaa ishaara hua
Chupke se teri, tamanna jagi
Chupke se ye dil, aawaara hua
Berang hai wo, jeena yahaan pe kisi ka
Agar na sahaara hua
((Raahon pe teri main jaaun biqr
Agar saath mere tu hai humsafar
Main na ye sochoon hai jaanaa khidar
Agar saath mere tu hai humsafar))
Ik dar dil main, dil mushqil main
Maanu ya na maanu main teri baatein
Ik pal ye bhi lagta hai mujhko
Ye baatein chaahat ki saugaatein
Dheere Dheere, tu mere, lafzon main aayaa hai
Tujhko hi to, chupke se, mann main laayaa hai
Dheere Dheere, tu mere, lafzon main aayaa hai
Tujhko hi to, chupke se, mann main laayaa hai
((Raahon pe teri main jaaun biqr
Agar saath mere tu hai humsafar
Main na ye sochoon hai jaanaa khidar
Agar saath mere tu hai humsafar))
Vaado ho shessha ho, dhaage ho saansein ho
Tootte bina wo yu, kab tak reh lenge
Feeke ujaalon ke, khwaabon khayaalon ke
Jhootte khilono se, kab tak beh lenge
Kaise zakhmon ko batha
Marham ka milta achaanak patha
Ye maan le chaahat duniya mein sabse
Behtar marham hai yaaraa
((Haa, Raahon pe teri main jaaun biqr
Agar saath mere tu hai humsafar
Main na ye sochoon hai jaanaa khidar
Agar saath mere tu hai humsafar))
Baaki abhi hai, safar humsafar
Zara der tu, saath chal de agar
Humsafar…