Song: Dilbar Ki Aankhon Ka
Artiste(s): Rashmeet Kaur, Jigar Saraiya, Abhishek Singh & Amrit Sharma
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Composer: Sachin-Jigar
Album: Thamma
Haan dilbar ki aankhon ka
Deedaar na kiya
Kya khaak wo jiya
Jisne pyaar na kiya
(Dilbar ki aankhon ka
Deedaar na kiya
Kya khaak wo jiya
Jisne pyaar na kiya)
Na kiyaa, naa kiyaa
Jisne pyaar na kiya
Kya kiya, kyaa kiya
Kyaa kiyaa
Jisne pyaar na kiya
Aankhon ko aankhon se
Kisi ki chaar na kiya
Kya khaak wo jiya
Jisne pyaar na kiya
Pyaar sachaa agar chaahiye
Toh dua main asar chaahiye
(Pyaar sachaa agar chaahiye
Toh dua main asar chaahiye)
Toh dua main asar chaahiye
Bujh dilon ka nahi kaam yeh
Pyaar main toh jigar chahiye
Lalaala lallala laalaalaa
Lalaala lallala laalaalaa
Lalaala lallala laalaalaa
Ishq hua par khulke,
Is haar na kiya
Kya khaak wo jiya
Jisne pyaar na kiya
((Dilbar ki aankhon ka
Deedaar na kiya
Kya khaak wo jiya
Jisne pyaar na kiya))
((Na kiyaa, naa kiyaa
Jisne pyaar na kiya
Kya kiya, kyaa kiya
Kyaa kiyaa
Jisne pyaar na kiya))