Jaihind Ki Sena


Song: Jai Hind Ki Senaa
Artiste(s): Vikram Montrose
Lyricist: Manoj Muntashir
Composer: Vikram Montrose
Album: Shershaah

Swadharme nidhanam shreyah
Swadharme nidhanam shreyah

Jaya jaya jaya
Jaya jaya jaya

Jaya jaya jaya
Swadharme nidhanam shreyah
Jaya jaya jaya
Swadharme nidhanam shreyah

Sooraj ki Tarah jhalta jaa tu
Aandhi ki Tarah bad-tha jaa tu
Chalta ja tu, chalta ja
Ye dharm hai tera ladta ja

Sooraj ki Tarah jhalta jaa tu
Aandhi ki Tarah bad-tha jaa tu
Qadam ye tere kabhi rukein na

Jaihind ki sena
(hey hey)
Jaihind ki sena
(hey hey)

Jaihind ki sena

O…

Bunkeron pe bam gira ke bol zindabad tu
Shershaah har dam rahega sarhadon ko yaad tu
Foonkhta ja, foonkhta ja, zaalimon ki bastiyaan
Dushmanon ko kya pata hai aag ki aulaad tu

(Bunkeron pe bam gira ke bol zindabad tu
Shershaah har dam rahega sarhadon ko yaad tu
Foonkhta ja, foonkhta ja, zaalimon ki bastiyaan
Dushmanon ko kya pata hai aag ki aulaad tu)

Ghaav badan se sehta jaa tu
Bharat bharat kehta ja tu
Parvat parvat chad-tha jaa tu
Veer bahadur ladta ja

Shapath hai tujhko is maati ki
Ladna jab tak jaan hai baaki
Dam ruk jaaye, qadam rukein na

Jaihind ki sena
(hey hey)
Jaihind ki sena
(hey hey)

Jaihind ki sena

Leave a comment