Song: Gehra Hua
Artiste(s): Arijit Singh & Armaan Khan
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: Shashwat Sachdev
Album: Dhurandhar
Tu agar meri, ye hawaayein teri
Tu agar meri, saari raahein teri
Tu agar meri, main hoon tera
Tu agar meri, ye ujaala tere
Tu agar meri, dil hawaale tere
Tu agar meri, main hoon tera
Betaab saa
Mohabbat ka tu inklaab hai
Mera jahaan
Teri baahon main khwaab khwaab hai
Gehra hua, gehra hua
Rang Aashiqui, gehra hua
Gehra hua, gehra hua
Dariya dua, gehra hua
Tera hua..
((Tu agar meri, ye hawaayein teri
Tu agar meri, saari raahein teri
Tu agar meri, main hoon tera))
Palkein jhapakhta hai aasmaan
Laakhon farishton ki hai tu jaan
Vo poochthe hain, rehti kahaan
Meri baahon main rehti unko bata
Palkein jhapakhta hai aasmaan
Usne bhi tujh sa dekha kahaan
Hai raunak wahaan tu hai jahaan
Meri baahon main rehna
Yehi hai dua
Tu agar meri, hai fasaana tera
Tu agar meri, to zamaana tera
Tu agar meri, main hoon tera
Betaab sa,
((Betaab saa
Mohabbat ka tu inklaab hai
Mera jahaan
Teri baahon main khwaab khwaab hai))
((Gehra hua, gehra hua
Rang Aashiqui, gehra hua
Gehra hua, gehra hua
Dariya dua, gehra hua))
((Tera hua..))
((Tu agar meri, ye hawaayein teri
Tu agar meri, saari raahein teri
Tu agar meri, main hoon tera))
Ni Sa Ga Sa Ga Ma Pa Ga Ma Ri
Ni Sa Ga Sa Ga Ma Pa Ga Ri Sa
Ni Sa Ga Sa Ga Ma Pa Ga Ma Ri
Ni Sa Ga Sa Ga Ma Pa Ga Ri Sa
Teri mohabbat main jhalna bhi hai
Aur tujhse bach ke hi chalna bhi hai
Kuch rang apna badalna bhi hai
Maine dhalna tere rang main hai sada
Tu chaand hai ek dhadaktha hua
Chori se mujhko hi takta hua
Seene se lag ke chamakta hua
Meri Jannat ka rasta
Tu hi tu hua
((Tu agar meri, ye hawaayein teri
Tu agar meri, saari raahein teri
Tu agar meri, main hoon tera))
((Betaab saa
Mohabbat ka tu inklaab hai
Mera jahaan
Teri baahon main khwaab khwaab hai))
((Gehra hua, gehra hua
Rang Aashiqui, gehra hua
Gehra hua, gehra hua
Dariya dua, gehra hua))