Song: Usey Kehna
Artiste(s): Nitesh Aher & Jonita Gandhi
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: A.R. Rahman
Album: Tere Ishq Mein
Usse kehna
Aaj main na kahin ka raha
Na kahin na kahin ka raha
Meri chot bhi ek phool hai
Ussi se mehakti bahaar meri
Wahi jaan maange udhaar meri
Yaadon ke diye, haathon main liye
Ab umr na meri katte
Hmmm
Usse kehna
Usse kehna
Ke udaas na ho
Usse kehna
Aag nahin kahin na hai dhuaan
Tere baad baraf sa hua
Jaane kyaa kho gayaa jaane kyaa na milaa
Jaane kisiko tarasta hua
Mere shauk bhi to jaabaaz hai
Hai inhi se mehakni mazaar meri
Yahi jaan maange udhaar meri
Ye khwaab hai jo, yeh khel bhi hai
Hai tootna unki adaa
hey..
Usse kehnaa
O…
O use kehnaa aadhi baat
Aadhi tanhaa aadhi saath
Kahin honaa, kahin rehnaa
Mera dard bhi hai ye
Meri pyaas bhi hai ye
Hont sookhe mere raakh se
Paagalon ki Tarah ye di hanse
Usse kehnaa, teri yaad main
Usse kehnaa
Ye ishq hai jo, wo ashq bhi hai
Ye aankh nahin, rehta sadaa
Ye meri taraf se use
Haaan…
Usse kehna
Usse kehnaa…