Chaka Chak


Song: Chaka Chak
Artiste(s): Shreya Ghoshal
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: A.R. Rahman
Album: Atrangi Re

Haye chaka chak chaka chak hai tu
Haye chaka chak chaka chak hoon main
Haye chaka chak chaka chak hai tu
Haye chaka chak chaka chak hoon main

Tapti dopehri si ladki gilahari si
Meri jaisi chaahiye tere jaise ko
Phoolo waali dali bhi ho
Chumma bhi ho gaali bhi ho
Bolo kaisi chaahiye tere jaisi ko

Palang toott-tha pehli raat
Saara mohalla, karta aawaaz
Hui chaubaare main barsaat
Kaun wahaan tha kiske saath

((Haye chaka chak chaka chak hai tu
Haye chaka chak chaka chak hoon main
Haye chaka chak chaka chak hai tu haye
Haye chaka chak chaka chak hoon main))

Mujhe tumhare nakhre wakhre
Pyaare hai pyaare hai
Tujhe hai bhaaye, latke jhatke
Meri ji meri ji

Mari hoon main, mari hoon main
Ab tere ishq bukhaar main

Rakhle na rakhle na
Rakhle na rakhle na
Rakhle dil pyaar main

((Haye chaka chak chaka chak hai tu
Haye chaka chak chaka chak hoon main))

Mere waala mere waala mere wala tu
Tere waali tere waali tere waali main

Junglee si chehri si court ke chehri si
Mere jaisi chaahiye tere jaise ko
Chooyi mooyi choori bhi hu
Achi bhi hu boori bhi hu
Bolo kaisi chaahiye tere jaise ko

Patna ki chaat ho saulah swaad
Maatti main mere pyaar ki khaan
Aas padon bhi rakhe yaad
Aatishbaazi shaam ke baad

Aaa..

((Haye chaka chak chaka chak hai tu
Haye chaka chak chaka chak hoon main
Haye chaka chak chaka chak hai tu
Haye chaka chak chaka chak hoon main))

((Tapti dopehri si ladki gilahari si
Meri jaisi chaahiye tere jaise ko
Phoolo waali dali bhi ho
Chumma bhi ho gaali bhi ho
Bolo kaisi chaahiye tere jaisi ko))

((Palang toott-tha pehli raat
Saara mohalla, karta aawaaz
Hui chaubaare main barsaat
Kaun wahaan tha kiske saath))

((Haye chaka chak chaka chak hai tu
Haye chaka chak chaka chak hoon main
Mere waala mere waala mere wala tu
Tere waali tere waali tere waali main))

((Haye chaka chak chaka chak hai tu
Haye chaka chak chaka chak hoon main
Mere waala mere waala mere wala tu
Tere waali tere waali tere waali main))

Leave a comment