Song: Main Bewafa
Artiste(s): Kumar Sanu
Lyricist: Anand Bakshi
Composer: Viju Shah
Album: Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Main bewafaa..
Main beqadar..
Maine tera dil thoda
Mera bhi dil tootta magar
Tujhko nahin, iski khabar
Teri yaad main dil thaam kar
Tadpoonga main, saari umar
((Main bewafaa..
Main beqadar..
Maine tera dil thoda))
((Mera bhi dil tootta magar
Tujhko nahin, iski khabar
Teri yaad main dil thaam kar
Tadpoonga main, saari umar))
Duniya ke sab aashiqon ki
Thodi hai sab maine rasme
(Duniya ke sab aashiqon ki
Thodi hai sab maine rasme)
Beche hai sab apne vaade
Bechi hai sab apni kasme
Bechi hai sab apni kasme
((Main bewafaa..
Main beqadar..
Maine tera dil thoda))
((Mera bhi dil tootta magar
Tujhko nahin, iski khabar
Teri yaad main dil thaam kar
Tadpoonga main, saari umar))
Yeh pyaar ishq aur mohabbat
Kya hai yeh ab maine jaanaa
(Yeh pyaar ishq aur mohabbat
Kya hai yeh ab maine jaanaa)
Vaapas magar kaise aaye
Guzra hua woh zamaanaa
Guzra hua woh zamaanaa
((Main bewafaa..
Main beqadar..
Maine tera dil thoda))
((Mera bhi dil tootta magar
Tujhko nahin, iski khabar
Teri yaad main dil thaam kar
Tadpoonga main, saari umar))