Song: Akeli Na Bazar Jaya Karo
Artiste(s): Udit Narayan
Lyricist: Anand Raaj Anand
Composer: Anand Raaj Anand
Album: Major Saab
Akeli na baazaar jaaya karo
Nazar lag jaayegi
Sabki nazar main na aaya karo
Nazar lag jaayegi
(Akeli na baazaar jaaya karo
Nazar lag jaayegi
Sabki nazar main na aaya karo
Nazar lag jaayegi)
Samjho zara baat meri janaab
Bajaria main sabki najariaa kharaab
Nazar lag jaayegi
Nazar lag jaayegi
((Akeli na baazaar jaaya karo
Nazar lag jaayegi
Nazar lag jaayegi))
Tum aaina jo dekho
Woh bhi sambhal ke dekho
(Tum aaina jo dekho
Woh bhi sambhal ke dekho)
Chanchal sa mann tumhaara
Naa faasle tumhi ko
(Chanchal sa mann tumhaara
Naa faasle tumhi ko)
Darpan se khudko bachaaya karo
Nazar lag jaayegi
Nazar lag jaayegi
((Akeli na baazaar jaaya karo
Nazar lag jaayegi
Nazar lag jaayegi))
O pathjhad ho ya ho saawan
Ho basant ya bahaar
(Pathjhad ho ya ho saawan
Ho basant ya bahaar)
Tere roop ka nazaara
Deta mujhe qaraar
(Tere roop ka nazaara
Deta mujhe qaraar)
Na jhatka ke zulfein phiraaya karo
Nazar lag jaayegi
Nazar lag jaayegi
((Akeli na baazaar jaaya karo
Nazar lag jaayegi
Nazar lag jaayegi))
Maine tumse ye kaha tha
Mujhe saath le ke chalna
(Maine tumse ye kaha tha
Mujhe saath le ke chalna)
Tumne bhi yahi bola
Haan saath hi hai chalna
(Tumne bhi yahi bola
Haan saath hi hai chalna)
Waada kiya to nibhaaya karo
Baat ban jaayegi
Baat ban jaayegi
((Akeli na baazaar jaaya karo
Nazar lag jaayegi
Sabki nazar main na aaya karo
Nazar lag jaayegi))
Deewaana kardogi duniya ko tum
Agar baat meri na manogi tum
Nazar lag jaayegi
Nazar lag jaayegi
Nazar lag jaayegi