Alif Se


Song: Alif Se
Artiste(s): Ankit Tiwari & Neeti Mohan
Lyricist: Abhendra Kumar Upadhyay
Composer: Ankit Tiwari
Album: Mr. X

In dino, meri ab saanson mein ho rahaa
Kharch tu u u
Kar yakeen meri ab jeene ki ban gayaa
Shart thu oo oo

(Alif se aipar tu, yahaan har sheh par tu
Khudaa pe naksh hai ter, ishq ka paikar tu) (x2)

Dekhle mere alfaazon se tu
Boond boond girtaa rehtaa hai
Sun zaraa meri aawaazon ke tu
Saath saath behta rehtaa hai

Tu khudhko dekh na paaye jahaan mein wo jagaa hu
Mein teri dhadkano ki ginthiyon ki bhi wajaa hu
Meri teri dhoop mein roshan huva qatra hoon koi
Na jiske peech koi raat ho me wo subaah hoon

Tu woh subaah hai

((Alif se aipar tu, yahaan har sheh par tu
Khudaa pe naksh hai ter, ishq ka paikar tu)) (x2)

Dekhle meri in aankhon mein tu
Khwaab se milta jultha hai
Sach hai ye har jagaah neendon pe tu
Roz roz ugtaa rehtaa hai

Mein khud se hi judaa khuda se riya khud mein dhuaan hoon
Ki main hi ab nahin mujh mein bata ke main kahaan hoon
Mein tere khwaab ke behte kinaaro pe khada hoon
Tu mudke dekh le mujhko main tera hi nishaan hoon

Tu hi nishaan hai.. O…

((Alif se aipar tu, yahaan har sheh par tu
Khudaa pe naksh hai ter, ishq ka paikar tu)) (x2)

Leave a comment