Song: Darasal
Artiste(s): Atif Aslam
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: JAM8
Album: Raabta
Tum toh, dar asal
Khwaab ki, baat ho
Chalthi mere khayalon mein tum saath saath ho
Milthi hai jo achaanak woh saugaath ho
Tum toh, dar asal
Meetti si, pyaas ho
Lagta hai ye hamesha ke tum aas paas ho
Thehraa hai jo labon pe woh ehsaas ho
Teri, adaa, adaa,
Pe martha main
Wafaa, wafaa, sikhartha kyoon
Hadon, se hoon, guzartha main
Zaraa, zaraa, zaraa,
Tum toh, dar asal
Saanson kaa, saas ho
Dil main maine chupaa jo wohi raaz raaz ho
Kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho
Kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho
Baarish ka paani ho tum
Kaagaz ki kashti hoon main
Tujh mein kahin main beh jaatha hoon
Ho… milne hoon tumse aatha
Waapas nahin jaa paataa
Thoda wahin main reh jaathaa hoon
Ho..
Tum toh, dar asal
Ik nayaa noor ho
Mujhmein bhi ho zara si zara door door ho
Jaisi bhi ho hamesha hi manzoor ho
Jaisi bhi ho hamesha hi manzoor ho
Hota hai aisa aksar
Dil yeh kisi ko dekar
Lagta haseen hai saara shehar
Wo…
Ab dekh tera hokar
Aisa asar hai mujh par
Hansta rahoon main aatton pehar
Ho..
Tum toh dar asal
Ishq ho, pyaar ho
Aathi mere phasaano main tum baar baar ho
Inkaar main jo chupaa hai wo ikraar ho (x3)