Song: Tu Meri Main Tera
Artiste(s): Rahat Fateh Ali Khan, Altamish Faridi & Shadab Faridi
Lyricist: Javed Akhtar
Composer: Mannan Shah
Album: Namaste England
Main yahaan, main wahaan
Chaahe jaavun jahaan
Poochtha hai yeh dil
Tu kahaan, tu kahaan
Main saaraa jag chod ke nikla hoon
Ek tere hi vaasthe
Dooriyaan hain bicheen raasthe raasthe
Kitni bhi doori ho
Koi majboori ho
Maine yeh thaana hai
Tujhko hi paanaa hai
Aa rahaa hoon main banke deewaana
Maan hi lega ek, din zamaana
Tu meri mein tera (x4)
Tum meri mein tera (x4)
Yeh safar hai kattin
Mushqilein raath din
Saaye ki tarha hai saath mere
Paav zakhmi sahi dil ko hai zidd yehi
Jaanaa hi hai isse paas tere
Raah ka soonapan
Aur tann ki thakan
Kitne theeron ka main hoon nishaanaa
Phir bhi jaana tho maine yeh jaanaa
Tu meri mein tera (x4)
Tum meri mein tera (x4)